Monday, August 31, 2009

mere desh ki dharti

mere desh kee dharatee, sonaa ugale, ugale hire moteemere desh kee dharateebailon ke gale mein jab ghungaru, jeewan kaa raag sunaate haigam kos door ho jaataa hai, khushiyon ke kanwal musakaate haisun ke rahat kee aawaaje, yoo lage kahee shahanaaee bajeaate hee mast bahaaron ke dulhan kee tarah har khet sajejab chalate hain is dharatee pe hal , mamataa angadaeeyaan letee haikyo naa pooje is maantee ko, jo jeewan kaa sukh detee haiis dharatee pe jis ne janam liyaa, usane hee paayaa pyaar teraayahaa apanaa paraayaa koee nahee, hain sab pe, maan, upakaar teraaye baag hain gautam naanak kaa, khilate hain aman ke fool yahaangaandhee, subhaash taigor, tilak ayese hain chaman ke fool yahaarang haraa hareesing nalawe se, rang laal hain laal bahaadoor serang banaa basantee bhagatasing rang aman kaa weer jawaahar se

kyun phoolon ke,kambakht ishq

Kyu phoolon ke khile khile rang udd gaye,Kyu phoolon ke khile khile rang udd gaye,Kyu in dino khud se rehti hu main khafa khafa,Khafa khafa..
Kyu phoolon ke udde udde rang khil gaye,Kyu phoolon ke udde udde rang khil gaye,Kyu in dino hosh mein hai mere nasha nasha,Nasha nasha..
Hooo…kyu phoolon ke khile khile rang udd gaye..Teri meri taqraaro se bana dil ka yeh rishta hai,Aaina jo main dekhu to tera chehra hi dikhta hai,Jab se mujhe tu mili…Jaane kaisi mulaqaaton mein,Yuhi aisi waisi baaton mein,Kare jhoothe moote vaade the, kisi chote se bahane se,Paake tujhe kho diya,Meri hi hai khata, meri hi hai saza,Phir bhi dil kahe yeh kyu hua,Kyu in dino khud se rehti hu main khafa khafa,Khafa khafa..
Kyu phoolon ke udde udde rang khil gaye…Aaj se mere jo kal honge,Teri aankhon mein wo dikhte hai,Teri baaton ke jo akshar hai,Meri daastaan wo likhte hai, aisa mujhe kyu hua?Dhua dhua si kahan hai, tabhi aankhon mein bhi paani hai,Gaalon se yeh jo guzarti hai, tere gum ki nishani hai,Mit si gayi har dua,Meri hi hai khata, meri hi hai saza,Phir bhi dil kahe yeh kyu hua,Kyu in dino khud se rehti hu main khafa khafa,Khafa khafa..
Kyu phoolon ke khile khile rang udd gaye,Kyu phoolon ke udde udde rang khil gaye…You can now follow Indicine on Twitter - Click Here

chaandi jaisa

Chandi jaisa rang hai tera, sone jaise baal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Chandi jaisa rang hai tera, sone jaise baal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Jis reste se tu gujre, voh phoolon se bhar jaye
Jis reste se tu gujre, voh phoolon se bhar jaye
Tere pair ki komal aahat sote bhaag jagaye
Jo patthar choo le gori tu voh heera ban jaye
Tu jisko mil jaye voh, tu jisko mil jaye
Vo ho jaye malamal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Chandi jaisa rang hai tera, sone jaise baal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Jo be-rang ho us par kya kya rang jamate log
Jo be-rang ho us par kya kya rang jamate log
Tu naadaan na jane kaise roop churate log
Nazaren bhar bhar dekhen tujhko aate jaate log
Chail chabeeli rani thoda, Chail chabeeli rani thoda
ghoonghat aur nikaal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Chandi jaisa rang hai tera, sone jaise baal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Dhanak ghata kaliyan aur tare sub hain tere roop
Dhanak ghata kaliyan aur tare sub hain tera roop
Ghazalen hon ya geet hon mere sub mein tera roop
Yunhi chamakti rahe hamesha tere husn ki dhoop
Tujhe nazar na lage kisi ki
Tujhe nazar na lage kisi ki
Jiye hazaron saal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Chandi jaisa rang hai tera, sone jaise baal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Chandi jaisa rang hai tera, sone jaise baal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kangaal
Ek tuhi dhanvaan hai gori, baaki sub kngaal

ye dooriya

Yeh dooriyanYeh dooriyanYeh dooriyan
In raahon ki dooriyanNigahon ki dooriyanHum rahon ki dooriyanFanah ho sabhi dooriyan
Kyun koi paas hai Door hai Kyun koiJaane Na koi yahan pe
Aa Raha paas ya door mein ja raha Janu na mein hoon kahan pe
Yeh dooriyan
In raahon ki dooriyanNigahon ki dooriyanHum rahon ki dooriyanFanah ho sabhi dooriyanLyricSMasti.com
Yeh dooriyanYeh dooriyan
Kabhi hua yeh bhiKhali Rahon pe bhi Tu tha mere saath
Kabhi tujhe milke lautamera dil yeh khali khali haathYeh bhi hua kabhi Jaise hua AabhiTujhko sabhi mein paa li
Tera mujhe kar jaati hai dooriyanSatati hain dooriyanTarsati hain dooriyanFanah ho sabhi dooriyan
Kaha bhi na mene Nahi jeena mene Tu jo na mila
Tujhe bhule se bhi naBola na mene chahun fasla
Bas fasla rahein Ban ke kasak jo kahenHo aur chahat yeh aur jawanLyricsMAsti.comTeri meri mit jaani hai dooriyanBegani hai dooriyanHat jani dooriyanFanah ho sabhi dooriyan
Kyun koi paas hai Door hai Kyun koiJaane Na koi yahan pe
Aa Raha paas ya door mein ja raha Janu na mein hoon kahan pe
Yeh dooriyan
In raahon ki dooriyanNigahon ki dooriyanHum rahon ki dooriyanFanah ho sabhi dooriyan

ye hawayein

:Swanand Kirkire
Singer
:Shreya Ghoshal - Sonu Nigam
Music Director
:Shantanu Moitra
Movie
:Parineeta - 2005
गीतकार
:स्वानंद किरकिरे
गायक
:श्रेया घोषल - सोनू निगम-
संगीतकार
:शंतनू मित्रा
चित्रपट
:परिणीता - 2005
ये हवायें, गुनगुनाए, पूछे तू हैं कहा
तू हैं फूलों में, कलियों में
या मेरे ख्वाबों की गलियों में
धरती सजी, अंबर सजा, जैसे कोई सपना
इसमें हो घर, ओ हमसफर, तेरा मेरा अपना
सुना तेरे बीना, ख्वाबों का ये मकाम, आ भी जाओ, आओ ना
ओ रे पिया, सुन बोले जिया, दिल में यूँ ही रहना
खुशी, मेरे गम, सारे तुझसे सनम, तू ही दिल का गहना
ख्वाबों की राहोंपर खुशियों का कारवां, आ भी जाओ, आओ ना

lawaaris-apni to jaise taise

Apni To Jaise Taise Thodi Aise Ya WaiseApni To Jaise Taise Thodi Aise Ya WaiseKat JaayegiAapka Kya Hoga Janaabe-aaliAapka Kya Hoga Apne Aage Na PeecheNa Koi Upar NeecheApne Aage Na PeecheNa Koi Upar NeecheRonewala Na Koi Ronewali Janaabe-aaliAapka Kya Hoga Aap Bhi Meri Tarah Insaan Ki Aaulad HainAap Mooh Mangi Dua Hum Unsooni Faryaad Hain Aap Bhi Meri Tarah Insaan Ki Aaulad HainAap Mooh Mangi Dua Hum Unsooni Faryaad HainWoh Jinhe Sara Zamana Samjhe Laawaris YahanAap Jaise Zaalimon Ke Zulm Ki Ijaat HainGaali Huzur Ki ToLagti Duaon JaisiGaali Huzur Ki ToLagti Duaon JaisiHum Dua Bhi De To Lage Hai GaaliAapka Kya Hoga Janaabe-aaliAapka Kya Hoga Hm Aapke Maathe Se Chhalke Jo Pasina Bhi KahinAasma Hilne Lage Aur Kaap Oothe Yeh ZameenAapka To Yeh Pasina Khoon Se Bhi KeemtiAur Apne Khoon Ki Keemat Yahan Kuch Bhi NahinApna To Khoon PaaniJeena Marna BemaaniApna To Khoon PaaniJeena Marna BemaaniWaqt Ki Har Ada Hai Apni Dekhi BhaliAapka Kya Hoga Janaabe-aaliAapka Kya Hoga Haan Apni To Jaise Taise Thodi Aise Ya WaiseApni To Jaise Taise Thodi Aise Ya WaiseKat JaayegiAapka Kya Hoga Janaabe-aaliAapka Kya Hoga Apne Aage Na PeecheNa Koi Upar NeecheApne Aage Na PeecheNa Koi Upar NeecheRonewala Na Koi Ronewali Janaabe-aaliAapka Kya Hoga

dekha na haye re

Dekha Na Haay Re Socha Na Haay Re Rakh Di Nishaane Pe Jaan Kadmon Mein Tere Nikle Mera Dil Hai BasYahi Armaan Mit Jayenge Mar Jayenge, Kaam Koi Kar Jayenge Marke Bhi Chain Na Mile, To JayengeYaaron Kahaan Dekha Na Haay Re ... Qaatil Hai Kaun, Kaha Nahin Jaye Chup Bhi To Raha NahinJaye Bulbul Hai Kaun, Kaun Sayyaad Kuchh To Kaho Meri Jaan Dekha Na Haay Re ... Ghar SeChale Khaake Qasam Chhodenge Peechha Na Ham Sar Pe Qafan Baandhe Hue, Aaya Deewaana YahaanDekha Na Haay Re

ae ky bolti tu

Ae Kya Bolti Tu
Movie Name: Ghulam (1998)Singer: Aamir Khan, Alka YagnikMusic Director: Jatin-LalitYear: 1998Producer: Mukesh BhattDirector: Vikram BhattActors: Aamir Khan, Akshay Anand, Deepak Tijori, Rani Mukherjee, Sharat SaxenaTheme: Family Drama
Ay Kya Bolti TuAy Kya Main BoloonSunSunaAati Kya KhandalaKya Karoon Aake Main KhandalaGhoomenge Phirenge Naachenge GaayengeAish Karenge Aur Kya Ay Kya Bolti Tu ...
Barsaat Ka Season HaiKhandala Jaake Kya KarnaBarsaat Ke Season Mein Hi To Maza Hai Meri MainaBhigoongi Main Sardi Khaansi Ho Jaayegi MujhkoChhata Leke Jaayenge Paagal Samjhi Kya MujhkoKya Karoon Samajh Mein Aaye NaKya Karoon Tujhse Main Jaanu NaArre Itna Tu Kyon Soche Main Aage Tu PeechheBas Ab Nikalte Hain Aur Kya
Ay Kya Bolti Tu ..,
Lonavala Mein Chikki Khaayenge Waterfall Pe JaayengeKhandala Ke Gnat Ke Oopar Photo Kheench Ke AayengeHaan Bhi Karta Na Bhi Karta Dil Mera DeewanaDil Bhi Saala Party Badle Kaisa Hai ZamaanaPhone Laga Tu Apne Dil Ko ZaraPoochh Le Aakhir Hai Kya MaajraArre Pal Mein Phisalta Hai Pal Mein Sambhalta HaiConfuse Karta Hai Bas Kya

mere mehboob

Hindi Song Title: Mere Mehboob Qayamat HogiHindi Movie/Album Name: MR. X IN BOMBAY Singer(s): KISHORE KUMAR Hindi Lyrics: Mere Mehboob Qayamat Hogi
Aaj Rusva Teri Galiyon Mein Mohabbat Hogi
Meri Nazrein To Gila Karti Hain
Tere Dil Ko Bhi Sanam Tujhse Shikayat Hogi
Mere Mehboob...
Teri Gali Maein Aata Sanam
Nagma Wafa Ka Gaata Sanam
Tujhse Suna Na Jaata Sanam
Phir Aaj Idhar Aaya Hoon Magar Yeh Kehne Maein Deewana
Khatm Bas Aaj Yeh Vehshat Hogi
Aaj Rusva Teri Galiyon Mein Mohabbat Hogi
Mere Mehboob...
Meri Tarah Tu Aahen Bhare
Tu Bhi Kisise Pyar Kare
Aur Rahe Voh Tujhse Parey
Toone O Sanam Dhaye Hain Sitam To Yeh Tu Bhool Na Jaana
Ki Na Tujhse Bhi Inayat Hogi
Aaj Rusva Teri Galiyon Mein Mohabbat Hogi
Mere Mehboob...
Mere Mehboob Qayamat Hogi
Aaj Rusva Teri Galiyon Mein Mohabbat Hogi
Naam Niklega Tera Hi Lab Se
Jaan Jab Iss Dil-E-Nakam Se Rukhsat Hogi
Mere Mehboob...
Mere Sanam Ke Dar Se Agar
Baad-E-Saba Ho Tera Guzar
Kehna Sitamgar Kuchh Hai Khabar
Tera Naam Liya Jab Tak Bhi Jiya Ae Shama Tera Parwana
Jisse Tujhe Aaj Bhi Nafrat Hogi
Aaj Rusva Teri Galiyon Mein Mohabbat Hogi
Mere Mehboob...

na jaon saiyan

Na Jao Saiyan Chhuda Ke Baiyan
Movie Name: Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)Singer: Geeta DuttMusic Director: Hemant KumarLyrics: Shakeel BadayuniYear: 1962Producer: Guru Dutt FilmsDirector: Abrar AlviActors: Guru Dutt, Meena Kumari, Rehman, Sapru, Waheeda Rehman
n jaao saiyyaa, chhudaa ke baiyyaakasam tumhaaree main ro padoongeemachal rahaa hain suhaag meraajo tum naa honge, to kyaa karungee
ye bikharee julfe, ye khilataa gajaraaye mahakee chunaree, ye man kee madeeraaye sab tumhaare liye hain pareetammai aaj tum ko naa jaane doongee, jaane naa doongee
mai tumharee daasee, janam kee pyaaseetum hee ho meraa singaar pareetamtumhaare rasate kee dhool le kar mai maang apanee sadaa bharungee, sadaa bharungee
jo muz se aakhiyaan churaa rahe hoto meree itanee arja bhee sun lotumhaare charanon mein aa gayee hooyahee jioongee, yahee marungee, yahee marungee

o jaane wale ho sake to

O jaanewaale, ho sake to laut ke aanaaye ghaat, too ye baant kahee bhool naa jaanaaBachapan ke tere meet tere sang ke sahaaredhoondhenge tuze galee galee, sab ye gam ke maarepoochhegee har nigaah kal teraa thhikaanaaDe de ke ye aawaaj koee har ghadee bulaayefir jaaye jo us paar kabhee laut ke naa aayehai bhed ye kaisaa koee kuchh to bataanaa

o mere maajhi

O mere maajhi o mere maajhimere sajaan hai us paarmein mann maar hoon is paaro mere maajhi ab ki baarle chal paar le chal paarmere sajaan hai us paarHo mann ki kitab se tumera naan hi mita denagun tha koi bhiavgun mere bhula denamujhko teri bida kaamujhko koteri bida kaamaar ke bhi tha intezaarmere sajaanMat khel jal jayegikehti hai aag mere mann kimat khel mat khelmat khel jal jayegikehti hai agg mere mann kimein bandini piya kimein sangini hoon sajaan kimera khinchati hai aanchalmann meet teri har pukaarmere sajaan hai us paaro re maajhi o re maajhimere maajhi

o manjhi re

O majhi re o majhi reApna kinara nadiyan ki dhaara haiO majhi reSaahilon pe bahnewale, khabi suna to hoga kahin oHo kaagazon ki kashtiyon ka kahin kinara hota nahinO majhi re majhi reKoi kinara jo kinare se mile woh apna kinara haiO majhi rePaniyon mein bah rahe hain kai kinare toote hue oHo raaston mein mil gaye hain sabhi sahare chhoote hueKoi sahara majhadhaare mein mile jo, apna sahara haiO majhi re apna kinara nadiyan ki dhaara haiO majhi

saranga teri yaad mein

saaranga teri yaad mein nain hue bechain madhur tumhare milan bina din katate nahi rain, ho..saaranga teri yaad mein ... vo ambuva ka jhoolana, vo pipal ki chhaanv ghoonghat mein jabchaand tha, mehandi lagi thi paanv ho, (aaj ujadke rah gaya - 2) vo sapanon ka gaanv, ho ...saaranga teri yaad mein ... sang tumhaare do ghadi, bit gaye jo pal jal bharke mere nainmein, aaj hue ojhal ho, (sukh leke duhkh de gayi -2) do akhiyan chanchal, ho ... saaranga teriyaad mein ...

kabhi kabhi mere dil me

Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
Ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
Tu abse pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin
Tu abse pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin
Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye
Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye
Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki ye badan ye nigaahein meri amaanat hain
Ki ye badan ye nigaahein meri amaanat hain
Ye gesuon ki ghani chhaon hain meri khatir
Ye honth aur ye baahein meri amaanat hain
Ye honth aur ye baahein meri amaanat hain
Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein
Ki jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein
Suhaag raat hain ghoonghat utha raha hoon main
Suhaag raat hain ghoonghat utha raha hoon main
Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein
Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein
Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki jaise tu mujhe chaahegi umr bhar yoohin
Uthegi meri taraf pyaar ki nazar yoohin
Main jaanta hoon ki tu geir hai magar yoohin
Main jaanta hoon ki tu geir hai magar yoohin
Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai

anurodh-ke mere dil ne tadap ke

Aaja ho aaja, Aaja ho aaja, Aaja ho aaja, Aaja ho aaja, ke mere dil ne tadap ke jab naam terapukara, mere dil ne tadap ke jab naam tera pukara, kahan se na jaane chala aaya ye mausam pyarapyara, mere dil ne tadap ke jab naam tera pukara, mere dil ne tadap ke jab naam terapukara, Tere raste pe main, ankhe bichhaye baitha hoon, tere intzaar ki main duniya sajayebaitha tere raste pe main, ankhe bichhaye baitha hoon, tere intzaar ki main duniya sajayebaitha dekhe teri nazron ko bhaye na bhaye ye nazara, mere dil ne tadap ke jab naam tera pukara,mere dil ne tadap ke jab naam tera pukara Tera mera pyar ik raaj hi rahta to accha tha, soj nabanta ye saaj hi rahta to accha tha tera mera pyar ik raaj hi rahta to accha tha, soj na banta yesaaj hi rahta to accha tha jane kya hoga jab hoga ye milan hamara, mere dil ne tadap ke jab naamtera pukara, mere dil ne tadap ke jab naam tera pukara Dhadak raha hai, dil ko main kaisesamjhaoon, tujhse miloon ya mile bin yahan se chala jaaoon, Dhadak raha hai, dil ko main kaisesamjhaoon, tujhse miloon ya mile bin yahan se chala jaaoon, aisa na ho tu ye dil tode zamana hansesara mere dil ne tadap ke jab naam tera pukara, mere dil ne tadap ke jab naam tera pukara kahan sena jaane chala aaya ye mausam pyara pyara, mere dil ne tadap ke jab naam tera pukara, mere dil netadap ke jab naam tera pukara, Aaja ho aaja, Aaja ho aaja